Você está na página 1de 1

Reisha - Nazla - Khansi - Flu - Cough

1. agar nazla ya gala kharab ho aur akser resha ho jata ho to rozana raato sonay se
pehlay 3 danay badam (almonds) aur 3 kali mirchain (black pepper) chaba kar kha
lia karain. 1 haftay mai resha khatam ho jaeyga.
2. jaltay huey koelon per thori si sugar daal ker iska dhuan sunghain, zukaam door
ho jaeyga.
3. khansi k liye 1 tola A!" koot kar 1 pao #A$" (%ater) mai boil karain, jab pani
aadha reh jaey to chhan kar 1& 'atray (drops) (A)$*" ka oil aur 2 tola
!+,+A- (honey) mila kar pilaen.
&. Galay ka darad ke liye neem garam pani (%ater) main aadha chammach namak
(salt) mila ker ghararay karain galay ka darad door ho jae ga.
.. Aj/aen desi .gram, dar cheeni 10gram, sonthh 10gram, dana bari elaechi 1gram
222 grind kar ke safoof bana kar kisi dabbi mai mehfooz kar lain.......... adha gram
suba aur shaam, podinay ke keh/ay ke sath ya taza paani ke sath 222 har kisam ke
nazla, zukaam aur dust allergy ko khatam karta hai.. tab tak istamal jari rakhain
jab tak araam nai aata... bohat mujarrab o aala nuskha hai...
#osted by (34+56 at 07801
,mail 9his :log9his5 !hare to 9%itter !hare to 6acebook !hare to #interest
No comments:
Post a Comment
$ote8 only a member of this blog may post a comment.

Você também pode gostar