thi Najrani 2. CBSE ka Mukhyalaya kahan par hai New Delhi 3. Rajya Sabha ke sadhsyon ka karyakaal kitna hota hai chhah (Six) saal 4. Anandmath ke rachayita kon hai Bakim Chandra 5. Bharat ki sabse purani Oil refinery kahan par hai Assam 6. Mistr me neel nadi par kon sa baandh hai Aaswaan baandh 7. National Indian Military College kahan par stith hai Dehradun 8. Babarnama kis bhasha me likha gya hai Turkey 9. Hamir Mahakavya ke rachyita kon hai Nayanchandra Suri 10. Rashtriya Anusuchit Jaati Aayog ke Adhyaksh kon hai P. L. Puniya 11. Pakistan ka Rashtriya Khel kon sa hai Hockey 12. Bharat ka pahla Nobel Puraskaar kise mila Ravindernath Tagore 13. Bharat me pahli Metro train kab shuru hui 1984 me 14. Duniya ka sabse bada jawalamukhi kahan hai America ke Unoston prant ke National park me
15. Bharat me pahli baar radio
karyakaram kab aur kiske dwara parstut kiya gaya 1923 me Bombay ke Radio Club dwara 16. Bharatiya Savidhan me kul kitne Anuched hai 395 Anuchhed 17. Shekhawati ka Gandhi kise kaha jata hai Badrinarayan Sodani ko 18. Liltaas pustak ke rachayita kon hai Kanheya Lal Sethiya 19. Rajya Sabha ka Sabhapati kon hota hai UpRashtrapati 20. Duniya ka sabse bada rail junction kahan par hai Shikago 21. Bharat ka Sabse bada Koyla Shetr kon sa hai Jhariya 22. Bharat me Magrov vanaspati vistrit roop me kahan payi jati hai Sundarvan 23. Neel Nadi kon si jheel se nikalti hai Victoriya 24. Vishv me joot utpadan me agrani desh kon sa hai Bangladesh 25. Bharat ka pahla jaiv mandal arkshit shetr kon sa hai Neelgiri