Você está na página 1de 1

eik kahaani likhni chahi thi...

eik natak likh beithe!

sapno se bhari eik udaan likhni chahi thi...

zindagi ki sachaaiyan likh beithe...

humne kahanni likhni chahi thi wo ussey natak bana gaye…

sapno se bhaari udaan humne bharni chahi

wo humme zindagi ki sacchaiyan dikhagaye!

Shuraat to humne saaath hi ki thi.. aant ki chinta kabhi satayi nahi…

Hum eik kitaab likhna chahte the! Wo kalam ki shyahi ka dhoka

Ke wo aadhe raste mein hi chor gaye!

Kalpnao se bhara jeewan

Ajj kuch soona soona lagta hai…

Na asha hai na hi umeed kisi ke aane ki

Jo kahani poora karega inn sapno se bahri udaano ki!

Kyunki ab kahani aur sapno se humme thoda darr kuch jyada lagta hai..

Você também pode gostar