Você está na página 1de 2

Speech of Maulana Saad Starts................ Goya ek mehnat, ek naql-o-harkat aur jo da`wat ki ruh is ^amali dhanche ki..

maulwi ilyas(rh) sb farmate the,ye to ^amali dhancha hai, iski ruh da`wat haisaara dhancha hai.mehnat ka bhi, ibadat ka bhi.... ye pura dhancha hai, is mein jo ruh padegi wo dawat se padegi, warna ye mehnat, ye mehnat ek jism hai, is jism ki saari ifaadiyat, iski naql-o-harkat, iski saari manfaat iski ruh ke saath haiis liye hamein is par yaqin hona chahiye". Qur`an ne qasam kha kar kaha hai ke insaniyat khasare se nikal nahin sakti dawat ke baghair..repeated..khasare se wo log bachengeawr najat wo pawenge jin mein char batein paida ho jayengee..iman, amal e-saaleha, doosron ko iman o amal-e-saaleha par aamaada karna..repeated..doosron ko bhalai ka hukm karna aur buraai se roknaya iman aur `aamal ki da`wat dena..ye bhi imaan aur `aamal-e-saleh ki tarah najaat ki shart hai..`ulama ne likha haiki ye char asbaab hain najat ke. Iman, `aamal-e-saleha, tawaasi bil Haq, tawaasi bis sabr.in char mein se agar ik bhi kam huwa to asbab-enijat mukammal na honge..is liye kaam karne walon ko kaam par ye yaqin hona chahiye..ke ummat khasare se nikal nahin sakti da`wat ki baghair.

Rough Translation in ENGLISH:


So the effort and the moving around, its spirit is

DawaMaulwi Ilyas(rah) used to say that this is just the skeleton of the work, its soul is Dawathe entire thing is a frameworkwhether the effort or the worship..it is a skeleton and it will come to life through dawa..otherwise this workthis work[effort] is like a body..the entire benefits(ifaadiyaat) of this body.its moving aroundall its achievements(manfa'at) are dependent upon its soul..hence we need to believe in it. The Quran has sworn that humanity is in loss and cannot come out of this loss without dawa (repeated twice). Those people will be saved from loss .they will achieve salvation.who have 4 things in them.Faith, good deeds, inviting others towards faith and good deeds..(repeated).inviting others towards good and stopping them from evil. Inviting towards faith and good deeds..this is also a condition for salvation like faith and good deeds themselves. The Ulama have written that these are the four conditions for salvation (najaat). Faith (Iman), good deeds (amal al Saleh), Tawasee bil Haqq (calling towards Haqq), tawasee bis sabr (calling towards patience). If even one is left out, then (all) the conditions for salvation will not be met. Hence workers must believe that this Ummah cannot come out of its state of loss without the work of Dawa.

Você também pode gostar