Você está na página 1de 1

Jyotish ki Sarthakta Jabse hamne aankhe kholi hain tabse hi yeh vichaar hamare andar uthte rahe hain

,ki yeh prakrti kya hai tatha usse hamara sambandha kya hai?hamari shunyata ka visarjan kaha hota hai?kya hum viratta ki raah par apne kadam rakh sakte hain?agar haan to us raah ki badhayen kya hain? In sabhi prashno ko hal karne ke liye hi brahmnetra arthat jyotirvigyan ki aavshaykta hai.yeh shastra prarambh se anta tak sab maap lene ka gyan deta hai.viraat path par badhaon se jitne ki kriya batakar marg ko sugam aur nirapad banane ki vidhi sikhata hai.... Jyotish mool roop se ved ka ansh hai,jiske addhayan ke liye gahan pragya shakti ka hona aavshayak hai,us pavitrta ka aaj abhav ho gaya hai.samanya manushya ko iski paridhi se door rakhne ke liye ruudhivadiyon ne ise jatil kar diya hai.jyotish keval jod-ghatane ki kriya nahi hai.yadi aisa hota to aaj ki ja rahi itni bhavishyavani galat nahi hoti.iske ganitiy paksho ko ubharne ke bajay iske aadhaytmik pakshon ke dwara ham samaj ko adhik saralta se jod sakte hain.aur yehi sahi bhi hai. nirantar guru sanidhya aur sadhana ke dwara pragya shakti ka vikas kar ke hi grahon dwara dikhaye jane wale adrishya ko pakad sakte hain.aur usi satya ka digdarshan samaj ko ham kara payenge. jyotish ke gyan me satikta lane ke liye addhyan aur sadhana dono ki hi avashaykta hai.hamara dayitva hai ki saral roop me in niyamo ko sabke samne rakhen .jisse sabhi logo ko sahaj hi unki badhayen samajh me aa jayen. yadi ham aisa karte hain to 'yat pinde tat brahmande'ka siddhant phalibhoot hokar hame bhagya ka adhikari banakar kathputli hone se bachayega.isiliye jyotish shastra ka bolna behtar hai aur yehi satya hai par jab jyotishi bolne lag jaye to truti hogi hi......

JYOTISH KI SARTHAKTA The moment we have opened our eyes we are bogged up with n number of such thoughts which always questioned us that what is this nature and how we are connected to it where our emptiness is relinquished? Do we can step forward on splendid path hnnna? And if yes then what are those barriers lets see? For answering all these questions we desperately need our Brahmanetra i.e. Jyotirvigyan (Astrology).Through this shastra we can measure the knowledge from starting to end.On Splendid path it teaches us the art of winning in very simple and easy manner. Basically to some extent it is the portion of Vedas and for reading it one need the power of understanding (Pragya Shakti). Due to change of time the purity is missing day by day... To keep a common man away from the circumference of such knowledge, the people who are influenced from traditions made this knowledge so tough to grasp Astrolgy is not just a calculation process.And if it would have then the predictions we are watching nowa days would not be fakeRather concentrating on its mathematical aspect we should concentrate on its spiritual aspect for uniting all socially...And it is right also Doing continous sadhna and enhancing the understanding power under Gurus presence can only help you to capture those intangible truth.And thats the truth what we are oriented to show our society. For having perfection in study of astrology we have to concentrate on both learning as wel as sadhna also.Our liability is to putforth all these rules in very simple and easy manner. Due to which every one would come to know all the barriers in simple way. And if we do it then this principle Yat pinde tat brahmande would be fruitful and will save us from being puppet of fate.Therefore its necessary that the Astrology itself speak rather that the astrologer as would take to errors.

Você também pode gostar