Meri saanson se daga karke Tu gaya mujhko fanaa karke ve jaaniya Mera zakhm-e-dil hara karde Iss gham ki ab dawa karde Nazron ko ba-wafa karde ve jaaniya Aadat hai teri Ya tera nasha hai Kaise bataaun tujhko rehbara Ve aaj ro len de ve jee bharke Meri saanson se daga karke Tu gaya mujhko fanaa karke ve jaaniya Saanson ko teri zaroorat Kare kaise byaan koi Aankhon mein hai aisi rangat Ke roshan ho jahaan koi Dil bimar-e-mohabbat Bas chahta thodi raahat hai Tera gham hi meri manzil hai Tu na kyun mujhko haansil hai Hoon main dariya tu saahil hai ve jaaniya Ve aaj ro len de ve jee bhar ke Meri saanson se daga karke Tu gaya mujhko fanaa karke o.. jaaniya Ve jaaniya o jaaniya Hmm.. zinda hoon hai mujhko hairat Main tere bin jiya kaise
Hmm.. saanson ne ki aisi zurrat
Zehar hans ke piya kaise Tere dard se meri nisbat hai Teri yaadon ki haseen sohbat hai Ashqon se dil ko tar karde Meri aahon mein asar bharde Meri nazron pe nazar karde ve jaaniya Ve aaj ro len de ve jee bhar ke Meri saanson se daga karke Tu gaya mujhko fanaa karke