Você está na página 1de 5

ATIF ASLAM MEDLEY

(intro)
Aakaash ka soonapan
Mere tanha mann mein...
Paayal chhankaati tum
Aa jaao jeevan mein
Saansein dekar apni
Sangeet amar kar do
Ban jaao meet mere
Meri preet amar kar do
Jag ne chheena mujhse
Mujhe jo bhi laga pyaara...
Sab jee takiye mujhse
Main har dam hi haara
Tum haarke dil apna
Meri jeet amar kar do
Ban jaao meet mere
Meri preet amar kar do
Honton se chhoo lo tum
Mera geet amar kar do
(break)
Kahin Door Jab Din Dhal Jaye
Sanjh Ki Dulhan Badan Churaye
Chupke Se Aaye
(break)

Mere Khayaalon Ke Aangan Mein


Koi Sapnon Ke Deep Jalaaye, Deep Jalaaye
kahin door
(break)
Kabhi Yun Hi Jab Hui Bojhal Saansen
Bhar Aai Baithe Baithe Jab Yun Hi Aankhen
Kabhi Machal Ke Pyar Se Chal Ke
Chhuye Koi Mujhe Par Nazar Na Aaye, Nazar Na Aaye
Kahin Door Jab Din Dhal Jaye
Sanjh Ki Dulhan Badan Churaye
Chupke Se Aaye
(break)
Yaad hai mujhko tune kaha tha
Tumse nahi ruthenge kabhi
Dil ki tarah se haath mile hain
Kaise bhala chootengey kabhi
Meri baahon mein beeti har shaam
bewafa yeh bhi kya yaad nahin
Kya hua tera vaada woh kasam woh iraada
O kehne waaley mujhko farebi
Kaun farebi hai yeh bata
Woh jisne gham liya pyaar ke khaatir
yah jisne pyaar ko bech diya
Nasha daulat ka aisa bhi kya
k tujhe kuch bhi yaad nahi
Kya hua tera vaada woh kasam woh iraada

aaa.aaa.
(break)
Shama kahe parawane se
pare chala ja
Meree tarah jal jayega
yaha nahee aa
Woh nahee sunata usako jal jana hota hain
Har khushee se har gam se begana hota hain
Pyar diwana hota hai mastana hota hain
Har khushee se har gam se begana hota hain
(break full)
(strumming change a bit)
zindagi ke safar mein guzar jate hain jo makam,
woh phir nahin aate,
woh phir nahin aate!

phool khilte hain,


log milte hain
phool khilte hain,
log milte hain magar
patjhad main jo phool
murjha jate hain
woh baharon ke aane se khilte nahin
kuchh log yuhin jo bichad jate hain
woh hazaron ke aane se milte nahin
ek baar chale jaate hai jo din raat subah shaam

woh phir nahi aate


woh phir nahi aate!
woh phir nahi aate
woh phir nahi aate!
(break full back to old strumming)
Yeh Jeevan Hai, Is Jeevan Ka
Yahi Hai - Yahi Hai - Yahi Hai Rungroop
Thode Ghum Hain, Thodi Khushiyan
Yahi Hai - Yahi Hai - Yahi Hai Chaon Dhoop
(break half)
Main pal do pal ka shayar hoon
Pal do pal meri kahani hai
Pal do pal meri hasti hai
Pal do pal meri jawani hai
Main pal do pal ka shayar hoon
(no break just pause)
Kabhi kabhi mere dil me khayal aata hai
Kee jaise tujhko banaya gaya hai mere liye
yeh shoot bolte hain mere khyaal
Kee jaise tujhko banaya gaya hai mere liye
Too abse pehle sitaro me bas rahee thee kahee
Too abse pehle sitaro me bas rahee thee kahee
Tujhe jamin pe bulaya gaya hai mere liye
Kabhi kabhi mere dil me khayal aata hai
Kee jaise bajatee hain shehnaiya see raaho me
(break quarter)

Kee jaise bajatee hain shehnaiya see raaho me


Suhag rat hain ghunghat utha raha hu mai
Suhag rat hain ghunghat utha raha hu mai
(pause)
Simat rahee hai too sharma ke apni baaho me
Simat rahee hai too sharma ke apni baaho me
Simat rahee hai too sharma ke apni baaho me
Kabhi kabhi mere dil me khayal aata hai

Você também pode gostar