Você está na página 1de 4

SCRIPT ON ERA (1960-1969)

 Aayushi Bhawsar-> Saira Banu


 Vineeta Tekwani-> Mumtaz
 Hemant in mimicry
TRACK-> Dil- vil pyaar- vyaar me kya janu rr….
Aayushi-> Iss duniya main aur iss duniya ke alawa, koi aur bhi duniya hain to uski
sabse khoobsurat ladki hone ka inaam mujhe hi milega.
TRACK-> Aaj kal tere mere pyaar ke charche hain zubaan par …….
Vineeta-> Aadmi ke sine me khanjar bhokne pr vo sirf ek baar marta hain .
Lekin jab kisi ka dil toota hain na to use baar-baar marna pdta pdta hain, har roz
marna padta hain…
Aayushi-> Sau chand bi chamkenge to kya baat banegi.
Vineeta-> Aap aaye to iss raat ki mehfil banegi.
Aayushi-> Rajesh Khanna ka bhabumoshai.
Vineeta-> Mumtaz ki khoobsurti.
Aayushi-> Shashi Kapoor ka romance vala dance.
Vineeta-> Saira banu ki nazakat.
Aayushi-> Shammi Kapoor aur babita ka loveangle.
Vineeta-> Dara singh ka action.
Aayushi-> Sharmila Tagore ki adaye.
Vineeta-> Manoj kumar or Bharat Kumar ki deshbhakti.
Aayushi-> Vese chaliye ab aap se kuch puchte hain.
Bataiye kya dekhte ki RAJESH KHANNA ka dil sharabi ho jata hain.
Something…….
Gulabi aakhien jo teri dekhi,sharabi ye dil ho gya….
Vineeta-> Moving to the next question?
Mumtaz ke kya lagane pr dinne mainraat ho jaati hain..
Audience mese koi Mumtaz ka fan jo iska ans dena chahe.
Chupke saare nazare oye kya baat ban gyi, tune kajal lgaya to dine main raat ho
gyi……
Vineeta-> Dekh saira kon kehta hain mohabaat main hi dard hota hain ..
Aayushi-> Acha to kisme hota hain….
Vineeta-> Darwaaze main ungliya aa jaaye toh jaan nikal jaati hain..
Aayushi-> Very funny!!!!!
Aayushi-> Dilip jii kehte hain ki vo meri aakhon me apni mohabbat ka ikrar dekhna
chahte hain..
Vineeta-> Acha sach btau, toh unhe to sirf tumahari aakhon me credit card ka
lamba bil nazar aata hain..
Aayushi-> Mohabbat to sirf naam se badnaam hain.
Asli dard to sirf slow internet deta hain.
Well jokes apart….
Vineeta-> Mohabbat ki baat nkli hain to aap sabi ko ye song to yaad hoga..
JAB PYYAR KIYA TO DARNA KYA……
Aayushi-> Aap sbi ne Salim aur Anarkli ki Mohabbat ki dastan to dekhi aur suni hogi,
toh aaj phir se ek baar hum leke aa rhe hain whi popular prem kahani…
Vineeta-> Joh kaafi popular rhi h aur aaj bi hein, from the generation of our
grandparents to the generation of our parents and still to the generation of today,
to the youngsters..
Aayushi-> So, puts your hands together to welcome the team members of Mughal-
h-Azam skit on salim and anarkli luv story.
Vineeta-> This drama is dedicated to the all the true lovers…
MIMICRY PART BY HEMANT AND AAYUSHI
H-> Devi aaj se uppr se hamare maata-pita dono khush ho jaayenge hum dono sath
main jaate hain.
A-> Janoom main gye tumhare maata-peeta.
H-> You are right devi vo log jannom main gye hain. Bhut paap kiye hain, unhone.
H-> Devi humko ek jyotish mila tha, aaj ka dine acha jaayega , jara apna hath dena
devi.
A-> Lekin humko bola tha hmara dine bhut kharab jaayega.
H-> Kya gadbad hain kyu kharab hain?
A-> Piche dekho………………………
H-> Piche khali paani ka fountain hain.
A-> Gunda…
H-> Ayo gunda idr jii…
A-> Gunda idr piche jii..
H-> Aap idr ruko ji main gunde ko dekhta hu.
Vineeta-> Saira to chli gyi singing sikhne, lagta hain mujhe akle hi host krna pdega..
Tab na facebook than na mobile than na hi twitter ka account tha
Ek chitti se hi dilo ke jasbaad lih lete the.
IN RAJESH KHANNA STYLE
Babu Moshai…. Pass aur fail to university ke hatho main hain (jaha panah)
Isko na aap badal skte hain naa main
Hum sab to rangmanch ki lathputliya hain,jinki door university ki ungliyo main bandi
hain.
Kab kiski kitni back aa jaaye, yeh koi nahi bata skta..
Iss baat pr saare engineering students jarur agree krenge..
Let’s moving on program.
So, plz puts yours hands together to welcome the dance performance on tribute to
RAJESH KHANNA AND SHAMMI KAPOOR of over clg to come and rock the stage with
performance on Bollywood bit…..
So that what I call a performance..
A-> zindagi ki bhaad dhod main kabhi-2 kuch pal ka thehraw bhi jaruri hota
hain.aur singing se jada shandar aur ruhdaar cheez aur kya ho skti hain..
V-> Now hold your breath for the next performance ………..group is going to draw
the strings of our hearts and there soothing voice to cherish our souls by chanting a
beautiful song.
A-> Tere husaan to parde ki jarurt nhi hain ghalib
V-> kon hosh main rehta hai tujhe dekhne ke baad
A-> plz puts your hands together to welcome special musical performance of…..
group in iispandan-17.

“THANK YOU”

Você também pode gostar