Você está na página 1de 2

40 HADEES HADEES Qaala rasoolul laahi (sal lal laahu aliahi wa sallam) 1.

inna mal aamaalu bin niyyaat 2. mal laa yar hamu laa yurham 3. af shus salaama bainakum tahab boo 4. al kizbu yan qusur rizq 5. ad deenu naseehah 6. man samata najaa 7. eh faz lisaa nik 8. at tuhooru shatrul emaan 9. al wuzu u miftaa hus salaah 10. as salaatu imaadud deen 11. afzalul ibaadati qira a tul quraan 12. al muslimu akhul muslim 13. al jannatu tahta aqdaamil ummahaat 14. lil jaari haqqun 15. al ghinaa ghinan nafs 16. talabul ilmi fareezatun alaa kulli muslim 17. man takab bara waza a hul laah 18. man ghash sha falaisa minnaa 19. laa tasub boo as haabi 20. khairun naas anfa u hum lin naas 21. ittaqi dawatal mazloom 22. qulil haqqa wa in kaana murraa 23. man tashab baha biqaumin fahuwa min hum 24. laa yad khulul jannata qaatie 25. izaa ghaziba ahadu kum fal yaskut TARJUMA Farmaya rasool e khuda (sal lal laahu aliahi wa sallam) nay : Saaray amal niyyat say hai Jo rahem nahi karta us par rahem nahi kiya jaata Tum aapas mein salaam ko aam karo mohabbat paida hogi Jhoot rizq ko ghata dayta hai Deen khair khahi ka naam hai Jo chup raha us nay najaat paayi Apni zubaan ki hifazat karo Paaki aadha emaan hai Wuzu namaaz ki kunji hai Namaaz deen ka sutoon hai Quraan ki tilawat behtareen ibadat hai Musalmaan musalmaan ka bhai hai Maa kay khadmo kay nichay jannat hai Padosi ka tum par haq hai Haqeeqi maal daari dil ki bay-niyaazi hai ilm ka hasil karna har musalmaan mard wa aurat par farz hai Jo ghuroor karta hai Allaah taala us ko gira daytein hai Jo musalmaan ko dhooka day us ka hum say talluq nahi Meray sahaba ko bura mat kahoo

Behtareen aadmi woh hai jo doosray loogon ko nafa day Mazloom ki aah say bacho Sach baat kaho agar che woh kardwi maloom ho Jo kisi qoum ki mushabihat karta hai woh unhi mein say hai Rishta toord nay wala jannat mein nahi jaayega Jab tum mein say kisi ko ghussa aajaye to khamoosh ho jaaye

26. ad duniyaa sijnul mumini wa jannatul kaafir 27. bal laghoo annee wa lau aayah 28. maen yuridil laahu bihee khairan yufaq qih fid deen 29. an naf khu fit taaami yazhabu bil barkah 30. am mur rajuli sinwu abeeh 31. humaa jannatuka au naaruk 32. azaabul qabri haq 33. khairu kum man taal lamal quraana wa al lamah 34. man halafa bighai ril laahi faqad ashrak 35. maa asfala minal kabaini minal ezaari fin naar 36. al ghibatu ashaddu minaz zinaa 37. man sallaa alaiya waahidatan sallal laahu alaihi ashraa 38. laa tad khulul malaa e katu baitan feehi kalbun au tasaaveer 39. al kalimatut taiyibatu sadqah 40. sibaabul muslimi fusooqun wa qitaa luhoo kufr

Duniya musalmaan kay liye qaid khana hai aur kaafir kay liye jannat hai Deen ki baat doosron tak pahonchao kha ek hi baat ho Allaah taala jis kay saath bhalaye ka iraada farmatay hai us ko deen ki samajh ata farmatay hai Khana phoonk kar khanay say barkat jaati hai Chacha ka martaba baap kay barabar hai Maa baap tumharay liye jannat hai ya jahannum Qabar ka azaab sach hai Tum mein behtareen woh hai jo quraan shareef seekhay aur seekhaye Jis nay Allaah kay alaawah kisi aur ki qasam khaaye us nay shirk kiya Pajamah ka woh hissa jo takhno kay nichay rahega jahannum mein jaayega Gheebat zina say bhi buri cheez hai Jo mujh par ek martaba durood bhay jay Allaah us par dus rahmatein nazil farmata hai Us ghar mein rahmat kay farishtay nahi aatay jis ghar mein kutta ya tasveeray ho Acchi baat karna nayki hai Musalmaan ko gaali dayna bahut bada gunaah hai aur ussay lardayi karna kufr hai

Você também pode gostar